O Palan hare, Nirgun Aur Nyare Lyrics In English

00:21

O Palan hare, Nirgun Aur Nyare Lyrics In English


 O palanhare, nirgun aur nyare -2, 
 tumare bin hamara kaunon nahee
 Hamaree uljhan suljhao bhagwan, 
 tumare bin hamara kaunon nahee
 Tumhe hamaka ho sambhale, 
 tumhe hamare rakhwale
 Tumare bin hamara kaunon nahee - (3)

 Chanda me tumhe toh bhare ho chandni, 
 suraj me ujala tumhe se
 Yeh gagan hai magan, 
 tumhe toh diye ho isse tare
 Bhagwan yeh jivan tumhe naa sanwaroge, 
 toh kya koee sanware
 O palanhare nirgun aur nyare, 
 tumare bin hamara kaunon nahee -2

 Jo suno toh kahe prabhuji hamaree hai binati, 
 dukhi jan ko dhiraj do
 Hare nahee woh kabhee dukh se
 Tum nirbal ko raksha do, 
 reh paye nirbal sukh se
 Bhakti ko shakti do - (2)
 Jag ke jo swami ho, itani toh araj suno
 Hai path me andhiyare, dedo vardan me ujiyare

 O palanhare, nirgun aur nyare, 
 tumare bin hamara kaunon nahee

 Hamaree uljhan suljhao bhagwan, 
 tumare bin hamara kaunon nahee - (3)

You Might Also Like

1 comments